Some one today mentioning about their situation.... reminded me this very very old song! I JUST WANT TO SAY.... ONCE CROSSING THE PATHS.... WHAT IS THE USE OF THINKING! ENJOY THE LIFE AS IT COMES! ENJOY THE SONG!!! Mujhe dard-e-dil ka pata na tha, mujhe aap kis liye mil gaye main akela yuun hi maje mein tha, mujhe aap kis liye mil gaye Yuun hi apane apane safar mein gum, kahi dur main kahi dur tum chale ja rahe the juda juda, mujhe aap kis liye mil gaye Main garib haath badha toh du, tumhe pa saku ke na pa saku meri jaan bahot hain ye faasla, mujhe aap kis liye mil gaye Na main chaand huun kisi shaam ka, na chiraag huun kisi baam ka main toh raaste ka huun ek diya, mujhe aap kis liye mil gaye